Best Attitude Shayari | Attitude Shayari in Hindi
Dosto Aj K Is Blig Main Main Ap K Sath Best Attitude Shayari Share Karon Ga Jo K Yaqeenan Ap Logo Ko Zaroor Pasand Ai Gi Dosto Yeh Shayari Main Ap K Sath Hindi Or Urdu Dono Main Sahre Karon Ga Ap Ko Jo Easy Lage Ap Wo Per Sakte Hain Dosto Agr Ap Ko Yeh Attitude Shayari Achi Lage To Apne Dosto K Sath Zaroor Share Karein Or Apni Qeemti Ray Ka Izhar Comment Main Zaroor Batain Is K Ilawa Ap Hamari Website Per Alone Shayari, Non Veg Jokes, Double Meaning jokes Wagera Bhi Per Sakte Ho To Chalye Aj Ki Attitude Shayari Ko Shuro Kerte Hain..
![]() |
| Attitude |
Mehboob Ka Ghar Ho Ya Farishton Ki Ho Zameen,
Jo Chhor Diya Phir Use Murkar Nahi Dekha
महबूब का घर हो या फरिश्तों की हो ज़मी,
जो छोड़ दिया फिर उसे मुड़ कर नहीं देखा।
محبوب کا گھر ہو یا فرشتوں کی ہو زمین
جو چھوڑ دیا پھر اُسے مڑ کر نہیں دیکھا
![]() |
| Attitude Shayari |
Khawab Mein Toh Khawab Poore Ho Nahi Sakte Kabhi,
Isliye Raahe-Haqeeqat Per Chala Karta Hun Main.
ख्वाब में तो ख्वाब पूरे हो नहीं सकते कभी,
इसलिए राहे हकीकत पर चला करता हूँ मैं।
خواب میں تو خواب پورے ہو نہیں سکتے کبھی
اِس لیے راہِ حقیقت پر چلا کرتا ہوں میں
![]() |
| Attitude Shayari Status |
Sabke Dilon Mein Dhadkana Zaruri Nahi Hota Saahab,
Logon Ki Aankhon Me Khatkne Ka Bhi Ek Mazaa Hai.
सबके दिलों में धड़कना जरूरी नहीं होता साहब,
लोगों की आँखों में खटकने का भी एक मजा है।
سب کے دلوں میں دھڑکنا ضروری نہیں ہوتا صاحب
لوگوں کی آنکھوں میں کھٹکنے کا بھی ایک مزہ ہے
![]() |
| Attitude Status in Hindi |
Samundar Baha Dene Ka Jigar Toh Rakhte Hain Lekin,
Humein Aashiqi Ki Numaish Ki Aadat Nahi Hai Dost.
समंदर बहा देने का जिगर तो रखते हैं लेकिन,
हमें आशिक़ी की नुमाइश की आदत नहीं है दोस्त।
سمندر بہا دینے کا جگر تو رکھتے ہیں لیکن
ہمیں عاشقی کی نمائش کی عادت نہیں ہے دوست
![]() |
| Nawab |
Mere Baare Mein Apni Soch Ko Thora Badal Ke Dekh,
Mujhse Bhi Bure Hain Log Tu Ghar Se Nikal Ke Dekh.
मेरे बारे में अपनी सोच को थोड़ा बदल के देख,
मुझसे भी बुरे हैं लोग तू घर से निकल के देख।
میرے بارے میں اپنی سوچ کو تھوڑا بدل کے دیکھ
مجھ سے بھی بُرے ہیں لوگ تو گھر سے نکل کے دیکھ
![]() |
| Attitude Status in Urdu |
Hadson Ki Jad Mein Hain Toh Kya Muskurana Chor Dein,
Jaljalon Ke Khauf Se Kya Ghar Banana Chor Dein.
हादसों की ज़द में हैं तो क्या मुस्कुराना छोड़ दें,
जलजलों के खौफ से क्या घर बनाना छोड़ दें?
حادثوں کی جد میں ہیں تو کیا مسکرانا چھوڑ دیں
جلجلالوں کے خوف سے کیا گھر بنانا چھوڑ دیں
![]() |
| Attitude Shayari in Hindi |
Maar Hi Dale Jo Be-Maut Yeh Duniya Wale,
Hum Jo Zinda Hain Toh Jeene Ka Hunar Rakhte Hain.
मार ही डाले जो बे मौत ये दुनिया वाले,
हम जो जिन्दा हैं तो जीने का हुनर रखते है।
مار ہی ڈالے جو بے موت یہ دُنیا والے
ہم جو زندہ ہیں تو جینے کا ہُنر رکھتے ہیں
![]() |
| Attitude Shayari in Urdu |
Meri Himmat Ko Parakhne Ki Gustakhi Na Karna,
Pehle Bhi Kayi Tufano Ka Rukh Mor Chuka Hun
मेरी हिम्मत को परखने की गुस्ताखी न करना,
पहले भी कई तूफानों का रुख मोड़ चुका हूँ।
میری ہمت کو پرکھنے کی گستاخی نہ کرنا
پہلے بھی کئی طوفانوں کا رُک موڑ چکا ہوں
![]() |
| Shayariorjokes |
Lakh Talwarein Badi Aati Hon Gardan Ki Taraf,
Sar Jhukana Nahi Aata Toh Jhukayein Kaise.
लाख तलवारे बढ़ी आती हों गर्दन की तरफ,
सर झुकाना नहीं आता तो झुकाए कैसे।
لاکھ تلواریں بڑھیں آتی ہوں گردن کی طرف
سر جھکانا نہیں آتا تو جھکائیں کیسے
![]() |
| #Shayariorjokes |
Yeh Mat Samajh Tere Kabil Nahi Hain Hum,
Tarap Rahe Hain Woh Jinhein Haasil Nahi Hain Hum.
ये मत समझ कि तेरे काबिल नहीं हैं हम,
तड़प रहे हैं वो जिसे हासिल नहीं हैं हम।
یہ مت سمجھ تیرے قابل نہیں ہیں ہم
تڑپ رہے ہیں وہ جنہیں حاصل نہیں ہیں ہم
Dosto omeed Hai Aj K Yeh Attitude Shayari Ap Ko Zaroor Pasand Ai Ho Gi Comment Main Apni Qeemti Ray Ka Izhar Zaroor Karein Or Apne Dosto K Sath Share Zaroor Karein Aur Mazeed Shayari Or Jokes K Liye Hmari Website Ko Zaroor Visit Krein Thanks For Watching
TAGS
attitude shayari,attitude shayari video,shayari,attitude status,attitude shayari status,attitude video,attitude,bad boy attitude,boy attitude,boys attitude shayari status video,motivational shayari,boy attitude shayari,mood off shayari,rahat indori attitude shayari,attitude shayari status video,hindi shayari,attitude shayari boys,girls attitude shayari,attitude boy shayari,vabby atttitude shayari,attitude shayari status in hindi,attitude shayari,attitude shayari in hindi,attitude shayari 2 line,hindi attitude shayari,attitude shayari🔥,attitude shayari😎😎😎,attitude shayari hindi,boy attitude shayari,love attitude shayari,girls attitude shayari,attitude shayari in punjabi,attitude shayari boy,boys attitude shayari,attitude shayari🔥 copy,punjabi attitude shayari,attitude shayari girls,girl attitude shayari,instagram attitude shayari,attitude shayari gujarati,single boy attitude shayari,attitude shayari🔥 hindi,attitude shayari for girls,attitude shayari in english hindi,attitude shayari girl,attitude shayari😎😎😎 boy,attitude shayari marathi,new attitude shayari,attitude shayari text,attitude shayari love,dosti attitude shayari,attitude shayari punjabi,attitude shayari copy paste hindi,attitude shayari new,two line attitude shayari,single attitude shayari,free fire attitude shayari,zindagi attitude shayari in hindi,brother attitude shayari,mahakal attitude shayari,attitude shayari urdu,attitude shayari for girls in hindi,attitude shayari😎😎😎 love,attitude shayari in roman english,attitude shayari english hindi,best attitude shayari in hindi,attitude shayari in hindi girl









