Type Here to Get Search Results !

Aankhen Shayari | Hindi Shayari on Eyes

 Aankhen Shayari | Hindi Shayari on Eyes 

Dosto Aj K Is Blog Main Main Ap K Sath Aankhen Shayari Sahre Karne Wala Hu Jo K Yaqeenan Ap Ko Zaroor Pasand Ay Gi Dosto Aankhen Shayari Eyes Per Likhi Gai Shayari Ko Kahte Hai Jis Main Shayr Apne Mahboob Ki Eyes Per Jo Shar Kahta Hai Usy Aankhen Shayari Kahte Hain Yeh Ap Ko Zaroor Pasand Ay Gi Agr Aj Ki Yeh Aankhen Shayari Ap Achi Lage To APne Doston K Sath Zaroor Share Karein Or Commment Main Apni Qeemti Ray Ka Izhar Zaroor Karein To Chlye Aj Ki Aankhen Shayari Shuro Kerte Hain.

nashili aankhen shayari
nashili aankhen shayari

तेरे ख्याल से खुद को छुपा के देखा है,
दिल-ओ-नजर को रुला-रुला के देखा है,
तू नहीं तो कुछ भी नहीं है तेरी कसम,
मैंने कुछ पल तुझे भुला के देखा है।

Tere Khayal Se Khud Ko Chhupa Ke Dekha Hai,
Dil-o-Najar Ko Rula-Rula Ke Dekha Hai,
Tu Nahi To Kuchh Bhi Nahi Hai Teri Kasam,
Maine Kuchh Pal Tujhe Bhula Ke Dekha Hai.

Aankhen Shayari
Aankhen Shayari

हम आपकी हर चीज़ से प्यार कर लेंगे,
आपकी हर बात पर ऐतबार कर लेंगे,
बस एक बार कह दो कि तुम सिर्फ मेरे हो,
हम ज़िन्दगी भर आपका इंतज़ार कर लेंगे।

Hum Aapki Har Cheez Se Pyar Kar Lenge,
Aapki Har Baat Par Aitbaar Kar Lenge,
Bas Ek Bar Keh Do Ki Tum Sirf Mere Ho,
Hum Zindagi Bhar AapKa Intezaar Kar Lenge.

aankhen shayari 2 line
aankhen shayari 2 line

कुछ सोचता हूँ तो तेरा ख्याल आ जाता है,
कुछ बोलता हूँ तो तेरा नाम आ जाता है,
कब तक छुपा के रखूं दिल की बात को,
तेरी हर अदा पर मुझे प्यार आ जाता है।

Kuchh Sochta Hoon To Tera Khayal Aa Jata Hai,
Kuchh Bolta Hoon To Tera Naam Aa Jata Hai,
Kab Tak Chhupa Ke Rakhun Dil Ki Baat Ko,
Teri Har Adaa Par Mujhe Pyar Aa Jata Hai.


teri aankhen shayari
teri aankhen shayari


मुझे खामोश राहों में तेरा साथ चाहिए,
मेरा हाथ तन्हा है तेरा हाथ चाहिए,
हसरत-ए-ज़िन्दगी को तेरी ही सौगात चाहिए,
मुझे जीने के लिए तेरा ही बस साथ चाहिए।

Mujhe Khamosh Raahon Mein Tera Saath Chahiye,
Mera Haath Tanha Hai Tera Haath Chahiye,
Hasrat-e-Zindagi Ko Teri Hi Saugaat Chahiye,
Mujhe Jeene Ke Liye Tera Hi Bas Saath Chahiye.

aankhen shayari in hindi
aankhen shayari in hindi

Ankh Mein Paani Rakho Honton Pe Chingari Rakho
Zinda Rahna Hai To Tarkiben Bohat Saari Rakho

आँख में पानी रखो होंटों पे चिंगारी रखो
ज़िंदा रहना है तो तरकीबें बहुत सारी रखो

khoobsurat aankhen shayari
khoobsurat aankhen shayari

Dil Ne Ankhon Tak Aane Mein Itna Waqt Liya
Duur Tha Kaise Ye But-Khana Ab Maom Hua

दिल ने आँखों तक आने में इतना वक़्त लिया
दूर था कैसे ये बुत-ख़ाना अब मालूम हुआ

aankhen shayari urdu
aankhen shayari urdu


Naaseh Ko Bulaao Mera Imaan Sambhaale
Phir Dekh Liya Us Ne Usi Ek Nazar Se

नासेह को बुलाओ मिरा ईमान सँभाले
फिर देख लिया उस ने उसी एक नज़र से


Dosto Omeed Hai Aj Ki Yeh Aankhen Shayari Ap Ko Zaroor Pasnad Ai Ho Gi Is Ko Apne Doston K Sath Zaroor Sahre Karein Or Comment Main Apni Qeemti Ray Ka Izhar Zaroor Karein Or Mazeed Shayari K Liye Hamari Website ShayariorJokes Ko Visit Karein Thanks For Watching

TAGS
aankhen shayari,nashili aankhen shayari,aankhen shayari 2 line,teri aankhen shayari,aankhen shayari in hindi,khoobsurat aankhen shayari,aankhen shayari urdu,aankhen shayari in english,aankhen shayari 2 line hindi,khubsurat aankhen shayari,tumhari aankhen shayari,uski aankhen shayari,aankhen shayari hindi,meri aankhen shayari,aankhen shayari in hindi 2 line

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.