Type Here to Get Search Results !

Best Unique Miss You Shayari | Missing Shayari in Urdu Hindi

 Yaad Shayari, Jitna Yaad Aate Ho

Miss You Poetry in Urdu - Best Missing Shayari

मंजर भी बेनूर थे और फिजायें भी बेरंग थी,
तुम्हारी याद आई और मौसम सुहाना हो गया।
Manjar Bhi Benoor The Aur Fizayein Bhi Berang Thi,
Tumhari Yaad Aayi Aur Mausam Suhana Ho Gaya.


Missing You Shayari | याद शायरी | Yaad Status

अल्फ़ाज़ चुराने की ज़रूरत ही ना पड़ी कभी,
तेरे बे-हिसाब ख्यालों ने बे-तहाशा लफ्ज़ दिए।
Alfaz Churaane Ki Jaroorat Hi Na Padi Kabhi,
Tere Be-Hisab Khayalon Ne Be-Hatasha Lafz Diye.

Missing Shayari in hindi

आज दिल ने तेरे दीदार की ख्वाहिश रखी है,
मिले अगर फुरसत तो ख्वाबों मे आ जाना।
Aaj Dil Ne Tere Deedar Ki Khwahish Rakhi Hai,
Mile Agar Fursat To Khwabon Mein Aa Jana.


Missing Shayari in Urdu

हर एक पहलू तेरा मेरे दिल में आबाद हो जाये,
तुझे मैं इस क़दर देखूं मुझे तू याद हो जाये।
Har Ek Pehlu Tera Mere Dil Me Aabaad Ho Jaye,
Tujhe Main Iss Kadar Dekhu Mujhe Tu Yaad Ho Jaye.


Missing Shayari


मौसम की पहली बारिश का शौक तुम्हें होगा,
हम तो रोज किसी की यादों में भीगें रहते है।
Mausam Ki Pehli Barish Ka Shauq Tumhein Hoga,
Hum To Roj Kisi Ki Yaadon Mein Bheege Rehte Hain.




मुझे कुछ भी नहीं कहना इतनी सी गुजारिश है,
बस उतनी बार मिल जाओ जितना याद आते हो।
Mujhe Kuchh Bhi Nahi Kehna Itni Si Gujarish Hai,
Bas Utni Baar Mil Jaao Ki Jitna Yaad Aate Ho.


Bahut Yaad Karta Hai Mera Dil

दिल के सागर में लहरें उठाया ना करो,
ख्वाब बनकर नींद चुराया ना करो,
बहुत याद करता है मेरा दिल तुम्हें
ख्वाबों में आके यूँ तड़पाया ना करो।

Dil Ke Sagar Mein Lahrein Uthhaya Na Karo,
Khwaab Bankar Neend Churaya Na Karo,
Bahut Yaad Karta Hai Mera Dil Tumhein,
Kwaabon Mein Aake Yoon Tadpaya Na Karo.


शायरी करना तो बस एक बहाना है,
इरादा तो आपका एक लम्हा चुराना है,
आप हमें याद करो या न करो,
हमें तो आपके ख्यालों में आना है।

‪Shayari‬ Karna To Bas Ek Bahaana Hai,
Irada To Aapka Ek Lamha Churana Hai,
Aap Humein Yaad Karo Ya Na Karo,
Hume‬in To Aapke Khyalo Mein Aana Hai.

जब रात को आपकी याद आती है,
सितारों में आपकी तस्वीर नजर आती है,
खोजती है निगाहें उस चेहरे को,
याद में जिसकी सुबह हो जाती है।

Jab Raat Ko Aapki Yaad Aati Hai,
Sitaaron Mein Aapki Tasvir Najar Aati Hai,
Khojati Hai Nigaahein Uss Chehre Ko,
Yaad Mein Jiski Subah Ho Jati Hai.



TAGS
hindi shayari,shayari,sad shayari,shayari status,miss you shayari,missing love shayari,heart touching shayari,love shayari,missing someone,sad shayari status,missing poetry,bewafa shayari,whatsapp status shayari,emotional shayari,feelings shayari,broken heart shayari,long distance relationship shayari,shayri,shayari sad,chirag singh shayari,missing,tranding shayari,hindi sad shayari,hindi sayari,status shayari,sahayari suno

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.