Dosti Shayari in Hindi | Dosti Shayari Images
Hi Dosto Aj K Is Blog Main Main Ap K Sath Dosti Shayari Share Kerne Wala Hon Jo K Ap Ko Bohat Pasand Ay Gi Is Main Jo shayari Hai Wo Dosti K Uper Liki Gai Hai I Hope Dosti Shayari Ap Ko Zaroor Pasand Ay gi Is Ko Apne Doston K sath Lazmi Se Share Kerna To Chalye Shuru Kerte Hai Aj Ki Dosti Shayari
Friendship Shayari, Itni Pyari Dosti
 |
| dosti shayari |
ज़िन्दगी हर पल कुछ खास नहीं होती,
फूलों की खुशबू हमेशा पास नहीं होती,
मिलना हमारी तक़दीर में था वरना,
इतनी प्यारी दोस्ती इत्तेफाक नहीं होती।
Zindagi Har Pal Kuchh Khaas Nahi Hoti,
Phoolo Ki Khushboo Hamesha Paas Nahi Hoti,
Milna Humari Takdeer Mein Tha Varna,
Itni Pyari Dosti ittefaaq Nahi Hoti.
 |
| dosti shayari in hindi |
तुम दोस्त बनके ऐसे आए ज़िन्दगी में,
कि हम ये जमाना ही भूल गये,
तुम्हें याद आए न आए हमारी कभी,
पर हम तो तुम्हें भुलाना ही भूल गये।
Tum Dost Ban Ke Aise Aaye Zindagi Mein,
Ki Hum Yeh Zamana Hi Bhool Gaye,
Tumhein Yaad Aaye Na Aaye Humari Kabhi,
Par Hum To Tumhein Bhulaana Hi Bhool Gaye.
 |
| dosti shayari 2 line |
आपकी हमारी दोस्ती सुरों का साज है,
आप जैसे दोस्त पर हमें नाज़ है,
अब चाहे कुछ भी हो जाये ज़िन्दगी में,
दोस्ती वैसे ही रहेगी जैसे आज है।
Aapki Humari Dosti Suron Ka Saaj Hai,
Aap Jaise Dost Par Hamein Naaz Hai,
Ab Chaahe Kuchh Bhi Ho Jaye Zindagi Mein,
Dosti Waise Hi Rahegi Jaise Aaj Hai.
Armaanon Ki Manzil Hai Dosti
 |
| dosti shayari hindi |
ज़िन्दगी के तूफानों का साहिल है दोस्ती,
दिल के अरमानों की मंज़िल है दोस्ती,
ज़िन्दगी भी बन जाएगी अपनी तो जन्नत,
अगर मौत आने तक साथ दे दोस्ती।
Zindagi Ke Toofanon Ka Saahil Hai Dosti,
Dil Ke Armaanon Ki Manzil Hai Dosti,
Zindagi Bhi Ban Jayegi Apni To Jannat,
Agar Maut Aane Tak Saath De Dosti.
 |
| beautiful dosti shayari |
वो दिल क्या जो मिलने की दुआ न करे,
तुम्हें भूल के जियूं ये खुदा न करे,
रहे तेरी दोस्ती मेरी ज़िन्दगी बनकर,
ये बात और है कि ज़िन्दगी वफा न करे।
Wo Dil Kya Jo Milne Ki Dua Na Kare,
Tumhein Bhool Ke Jiyun Yeh Khuda Na Kare,
Rahe Teri Dosti Meri Zindgi Ban Kar,
Ye Baat Aur Hai Ki Zindagi Wafa Na Kare.
 |
| dosti shayari attitude |
दीये तो आँधी में भी जला करते हैं,
गुलाब तो काँटो में भी खिला करते हैं,
खुशनसीब बहुत होती है वो शाम,
जिसमें दोस्त आप जैसे मिला करते हैं।
Deeye To Aandhi Mein Bhi Jala Karte Hain,
Gulaab To Kaanto Mein Bhi Khila Karte Hain,
KhushNaseeb Bahut Hoti Hai Wo Shaam,
Jisme Dost Aap Jaise Mila Karte Hain.
Omeed Hai Dosto Aj Ki Yeh Dosti Shayari Ap Ko Jaroor Pasand Ai Ho Gi Is Ko Apne Dosto K Sath Jaroor Share Kerna Or Majeed Shayari K Liye Hamari Website Ko Visit Karein Thanks For Watching
TAGS
dosti shayari,dosti shayari in hindi,dosti shayari 2 line,dosti shayari hindi,beautiful dosti shayari,dosti shayari marathi,dosti shayari in english,dosti shayari attitude,dosti shayari gujarati,dosti shayari in english 2 line,dosti shayari funny,friendship shayari,friendship shayari in hindi,friendship shayari hindi,friendship shayari english,funny friendship shayari in hindi,funny friendship shayari,sad friendship shayari,best friendship shayari,friendship shayari attitude,emotional trust friendship shayari in english,hindi friendship shayari,